Aaj Ki Raat Lyrics – Stree 2 | Tamannaah Bhatia

Aaj Ki Raat Lyrics – Stree 2 | Tamannaah Bhatia lyrics

Poster 
Aaj Ki Raat Lyrics – Stree 2 | Tamannaah Bhatia

Aaj Ki Raat Lyrics – Stree 2 | Tamannaah Bhatia

lyrics/Album : Stree 2
Details
Language Bollywood
Album Stree 2
Poster 
Aaj Ki Raat Lyrics – Stree 2 | Tamannaah Bhatia
play
Lyrics

Thodi Fursat Bhi Meri Jaan
Kabhi Baahon Ko Dijiye
Thodi Fursat Bhi Meri Jaan
Kabhi Baahon Ko Dijiye

Aaj Ki Raat Maza Husn Ka
Aankhon Se Lijiye
Aaj Ki Raat Maza Husn Ka
Aankhon Se Lijiye

Waqt Barbaad Na Bin Baat Ki
Baaton Mein Kijiye
Waqt Barbaad Na Bin Baat Ki
Baaton Mein Kijiye

Aaj Ki Raat Maza Husn Ka
Aankhon Se Lijiye
Aaj Ki Raat Maza Husn Ka
Aankhon Se Lijiye

Ho.. Jaan Ki Kurbani
Le Le Dilbar Jaani
Tabaahi Pakki Hai
Aag Tu Main Paani

Jaan Ki Kurbani
Le Le Dilbar Jaani
Tabaahi Pakki Hai
Aag Tu Main Paani

Mere Mehboob Samajhiye
Zara Mauke Ki Nazaakat
Mere Mehboob Samajhiye
Zara Mauke Ki Nazaakat

Ke Khareedi Nahi Ja Sakti
Haseeno Ki Ijazat
Ke Khareedi Nahi Ja Sakti
Haseeno Ki Ijazat

Naaz Itna Meri Jaan
Naaz Itna Bhi Nahi Khokhle
Vaadon Pe Kijiye

Aaj Ki Raat Maza Husn Ka
Aankhon Se Lijiye
Aaj Ki Raat Maza Husn Ka
Aankhon Se Lijiye

Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.