aaj pandrah august hai

aaj pandrah august hai lyrics

Poster aaj pandrah august hai

aaj pandrah august hai

lyrics/Album : Clerk
Details
Singer Mahendra Kapoor & Lata Mangeshkar
Genre Patriotic
Language Hindi
Album Clerk
Poster aaj pandrah august hai
play
Lyrics

jhoom jhoom kar gaao re

jhoom jhoom kar gaao re

jhoom jhoom kar gaao re

masti mein sab aao re

masti mein sab aao re


mast hai dharti

aakash bhi mast hain

aur kisi ki baat kya karni

masti bhi kudh masti hain

ha masti bhi kudh mast hain


ho o aaj mili thi maa ko aajadi

aaj mili thi maa ko aajadi

jhoom ke gaao dilwalo

aaj pandraha,aaj pandraha

aaj pandraha,aaj pandraha

pandraha august hain

pandraha august hain

pandraha august hain


jhoom jhoom kar gaao re gaao re

jhoom jhoom kar gaao re gaao re


tha aaj ka suraj chanda jaisa

aur aaj ka chanda suraj jaisa

tha aaj ka suraj chanda jaisa

aur aaj ka chanda suraj jaisa

hain aaj ki har baat anokhi

hain aaj ki har baat anokhi

sab raato se ye baat anokhi

isliye to kahte hain


jhoom ke gaao dilwalo matwalo

aaj pandraha,aaj pandraha

pandraha august hain

pandraha august hain

pandraha august hain

jhoom jhoom kar gaao re

jhoom jhoom kar gaao re


kesri safed aur hara hain

in rango se hain desh bara

kesri safed aur hara hain

in rango se hain desh bara

ye rang hain o ye rang hain

itne anokhe

kabhi na de ye kisi ko dhokhe

isliye to kahte hai jhoom ko gaao

jhoom ke gaao dilwalo matwalo

aaj pandraha,aaj pandraha

pandraha august hain

pandraha august hain

pandraha august hain

jhoom jhoom kar gaao re

jhoom jhoom kar gaao re


aazadi ke liye humne kya khoya

gandhi,nehru,subash bhi roya

baghat, rajguru aue sukh dev

humne kaise khelo ko khoya

khelo ko khoya

lala lajpat rai aur tilak ne

mahrana partaap aur shivaji ne

apne khoon mein khud ko duboya

unke liye saara dekh roya

unke liye saara dekh roya


jin ne tha gulami ka bojh tha dhoya

jin ne tha gulami ka bojh tha dhoya

unke liye bisham sing asfak bhi roya

asfak bhi roya,asfak bhi roya

maati uthakar tilak lagao

teen rango ki shama jalao

maati uthakar tilak lagao

teen rango ki shama jalao


teen rango se hain ye tiranga

teen rango se hain ye tiranga

har bharat wasi iss ka patana

har bharat wasi iss ka patana


isliye to kahte hain

jhoom ke gaao dilwalo matwalo

aaj pandraha,aaj pandraha

pandraha august hain

pandraha august hain

pandraha august hain

pandraha august hain

pandraha august hain.

You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.