aasman ke paar

aasman ke paar lyrics

Poster aasman ke paar

aasman ke paar

lyrics/Album : Admissions Open... Do What You Are Born For...
Details
Singer Amitabh Bhattacharya, Joi Barua & Shilpa Rao
Genre Dance
Language Hindi
Album Admissions Open... Do What You Are Born For...
Poster aasman ke paar
play
Lyrics

pairon tale se zameen

sar ka de hum woh bala hain

tez hawaon mein shamme jala d

sochta kya hai sochta kya hai

tashan mein apni mast hai

maula bas rehne do

himmat-e-marda madat-e-

khuda yeh bas kehne do

ke aasman ke paar

chalo paar chalo yaar,

ke aasman ke paar

chalo paar chalo

ke aasman ke paar

chalo paar chalo yaar,

ke aasman ke paar

chalo paar chalo


sholon se khelein bhi

par hai parwaane bhi

aur ragon mein tez hai khoon

shakde na taale hain,

hum bhi hai matwaale hain,

aaj hai rubaru rubaru

rang jamayenge,

woh kar dikhayenge

waqt hai apna daur shuru

apna safeena hai

har lamha jeena hai,

hai yahin justaju

thaan liya jo kar ke

rahenge koyi na shak hai

har sapna sach kar ke

rahenge dekhna ab hai

ke aasman ke paar

chalo paar chalo yaar,

ke aasman ke paar

chalo paar chalo

ke aasman ke paar

chalo paar chalo yaar,

ke aasman ke paar

chalo paar chalo


dariya ka rukh modey,

chuppi ko hum todey

sehaj hi paaye aisa sukoon

nayi dishayon mein,

behaki hawaon se

hum kare guftagu

sagar ke dhaare hain,

hum toh banjaare hain

pucho na aise hai kyun

naya tarana hai,

apna zamana hai

sang hai main aur tu



 

pairon tale se zameen

sar ka de hum woh bala hain

tez hawaon mein

shamme jala de sochta kya hai

tashan mein apni mast hai maula

bas rehne do bas rehne do

himmat-e-marda madat-e-khuda

yeh bas kehne do

ke aasman ke paar

chalo paar chalo yaar,

ke aasman ke paar

chalo paar chalo

ke aasman ke paar

chalo paar chalo yaar,

ke aasman ke paar

chalo paar chalo.


You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.