aawaaz de kahaan hai lyrics – noor jehan

aawaaz de kahaan hai lyrics – noor jehan lyrics

Poster aawaaz de kahaan hai lyrics – noor jehan

aawaaz de kahaan hai lyrics – noor jehan

Details
Singer Noor Jehan, Surendra Nath
Language Bollywood
Poster aawaaz de kahaan hai lyrics – noor jehan
play
Lyrics

Aawaaz de kahaan hai
Duniyaa meri jawaan hai
Aabaad mere dil mein
Ummeed kaa jahaan hai
Duniyaa meri jawaan hai
Aawaaz de kahaan hai

Aa raat jaa rahi hai yoon
Jaise chaandni ki
Baaraat jaa rahi hai
Aa raat jaa rahi hai yoon
Jaise chaandni ki
Baaraat jaa rahi hai
Chalne ko ab falak se
Taaron kaa kaarwaan hai
Chalne ko ab falak se
Taaron kaa kaarwaan hai
Aise mein tu kahaan hai
Duniyaa meri jawaan hai
Aawaaz de kahaan hai

Kismat pe chhaa rahi hai
Kyun raat ki siyaahi
Kismat pe chhaa rahi hai
Kyun raat ki siyaahi
Veeraan hai meri neenden
Taaron se le gawaahi
Veeraan hai meri neenden
Taaron se le gawaahi
Barbaad main yahaan hoon
Aabaad tu kahaan hai
Barbaad main yahaan hoon
Aabaad tu kahaan hai
Bedard aasmaan hai
Duniyaa meri jawaan hai
Aawaaz de kahaan hai
Aawaaz de kahaan hai.

Music Video Of: Aawaaz De Kahaan Hai

Related posts:

  1. Le Aai Phir Kahaan Par Lyrics – Noor Jehan
  2. Jawan Hai Mohabbat Lyrics – Noor Jehan
  3. Mere Bachpan Ke Saathi Lyrics – Noor Jehan
  4. Kya Mil Gaya Bhagwan Lyrics – Noor Jehan
Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.