chaand si surat mool si rangat lekar jab woh aayega nanni munni baaton se saara ghar mehkayega main waari jaaon main satke jaaon main waari jaaon satke jaaon waari jaaon aayega koi aayega aayega door gagan se chalke aayega koi aayega aayega door gagan se chalke zindagi ki dastan mein rang bharne ke liye dhadkano mein dhadkano se pyaar karne ke liye woh jo aayega to har pal jagmagaya aayega koi aayega aayega door gagan se chalke
neend ke sapne khuli aankhon se ab dekhenge hum is mohabbat ke khilone se sada khelenge hum pehle bete tum ho woh to dusra hai jaane jaan hai dua yuhi hamesha muskuraye yeh jaan chaand suraj ban ke woh dharti sajayega aayega koi aayega aayega door gagan se chalke aayega koi aayega aayega door gagan se chalke zindagi ki dastan mein rang bharne ke liye dhadkano mein dhadkano se pyaar karne ke liye woh jo aayega to har pal jagmagaya aayega koi aayega aayega door gagan se chalke aayega koi aayega aayega koi aayega aayega koi aayega aayega koi aayega aayega koi aayega aayega koi aayega
woh zameen ka chaand ban kar chandni felayega pyaar ban kar zindagi ki har khushi mehkayega woh sitaaron ko gagan se tod ke le aayega woh hasega to yeh aangan aasmaan ho jaaye ga maa ki lori ban pitaah ka khwaab gaayega aayega koi aayega aayega door gagan se chalke aayega koi aayega aayega door gagan se chalke zindagi ki dastan mein rang bharne ke liye dhadkano mein dhadkano se pyaar karne ke liye woh jo aayega to har pal jagmagaya aayega koi aayega aayega door gagan se chalke aayega koi aayega aayega door gagan se chalke aayega koi aayega aayega door gagan se chalke aayega koi aayega aayega door gagan se chalke.
Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.