abhi abhi jo tu aai hai

abhi abhi jo tu aai hai lyrics

Poster abhi abhi jo tu aai hai

abhi abhi jo tu aai hai

lyrics/Album : Saas Bahu Aur Sensex
Details
Singer Javed Ali
Genre Love
Language Hindi
Album Saas Bahu Aur Sensex
Poster abhi abhi jo tu aai hai
play
Lyrics

abhee abhee jo tu aayee hai, abhee abhee khushee aayee hai

abhee abhee asar laayee hai duwa

kabhee rahe najar sehamee see

kabhee rahe galat fehmee see

kabhee kabhee lage kuchh bhee naa huwa

milane lagee gale, rishto kee yeh jamin

aankho me aagayee, khushiyo kee yeh namee


dil me hilane lagee hai, patthar kee jubaan

yeh bhee karne lagee hai, haale dil baya

hain aaj koyee, yaado kee jhil me

par woh nahee hai, teree jaagir me

ho o kabhee kabhee wafa motee hai

kabhee diya kabhee jyotee hai

kabhee kabhee dubo detee hai

jaan kabhee kabhee rulaatee bhee hai

kabhee kabhee hasaatee bhee hai

kabhee kabhee jaga detee armaan


chhup ke se kaun tere, dil me aa gaya

hai pehalee baar tujhko, koyee bha gaya

usakee hee yaad me, abb tu khone lagee

khulee khulee aankh me sapane bone lagee

dil chaahe teraa udd jaaye tu kahee

phir sochatee hain kahee chhute naa jamin

abhee abhee jo tu aayee hai

abhee abhee khushee aayee hai

abhee abhee asar laayee hai dua

kabhee rahe najar sehamee see

kabhee rahe galat fehmee see

kabhee kabhee lage, kuchh bhee naa huwa

hoabhee abhee jo tu aayee hai

abhee abhee khushee aayee hai

abhee abhee asar laayee hai dua

kabhee rahe najar sehmee see

kabhee rahe galat fehmee see

kabhee kabhee lage, kuchh bhee naa huwa.

Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.