aisa kyon hota hai (title)

aisa kyon hota hai (title) lyrics

Poster aisa kyon hota hai (title)

aisa kyon hota hai (title)

lyrics/Album : Aisa Kyon Hota Hai?
Details
Singer Shreya Ghoshal
Genre Emotional
Language Hindi
Album Aisa Kyon Hota Hai?
Poster aisa kyon hota hai (title)
play
Lyrics

aisa kyun hota hai

aisa kyun hota hai

mohabbat karega

woh rota rahega

mohabbat karega

woh rota rahega

yeh hota raha hai

yeh hota rahega

yeh hota raha hai

yeh hota rahega

mohabbat karega

woh rota rahega

aisa kyun hota hai

aisa kyun hota hai


mohabbat me

kaisi saja maine

payi wafao ke

badle mili bewafayi

badi bhul ki khwab

dekhe milan ke

mujhe meri kismat

ne dedi judayi

aisa kyun hota hai

aisa kyun hota hai

yeh mera daman

bhi rota rahega

mohabbat karega

woh rota rahega

yeh hota raha hai

yeh hota rahega


naa koyi shikayat

naa koyi gila hai

magar meri tujhse

yahi inja hai

naa meri tarah

usaka dil tod dena

naya apna dilbar

jo tune chuna hai

jo kismat me hona

hai woh hota rahega

mohabbat karega

woh rota rahega

yeh hota raha hai

yeh hota rahega

aisa kyun hota hai

aisa kyun hota hai

aisa kyun hota hai

aisa kyun hota hai

aisa kyun hota hai.

Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.