aiyo aiyo rama

aiyo aiyo rama lyrics

Details
Singer Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan & Makrand Deshpande
Genre Dance
Language Hindi
Album Jungle
Poster aiyo aiyo rama
play
Lyrics

ho gaya hungama

aiyo aiyo rama

ho gaya hungama

aiyo aiyo rama

ho gaya hungama


aiyo aiyo rama

ho gaya hungama

chori se dil mera

jo koi le gaya

aiyo aiyo rama

chori se dil mujhe

jo koi de gaya

hey chhupke chhupake

apni aankh ladi hai

raat hai chhoti

lekin baat badi hai

oye kaise bataoon

kasi mushkil ghadi hai

agge zamaana

pichhe duniya khadi hai


aiyo aiyo rama

aiyo aiyo rama

aiyo aiyo rama

aiyo aiyo rama

aiyo aiyo rama


aiyo aiyo rama

ho gaya hungama

chori se dil mera

jo koi le gaya

aiyo aiyo rama

chori se dil mujhe

jo koi de gaya

hey chhupke chhupake

apni aankh ladi hai

raat hai chhoti lekin

baat badi hai

oye kaise bataoon

kasi mushkil ghadi hai

agge zamaana pichhe

duniya khadi hai


aiyo aiyo rama

ho gaya hungama

chori se dil mera

jo koi le gaya

aiyo

aiyo aiyo rama

ho gaya hungama

hum bola thoda

garmi thoda thanda


waqt hai nasheela

o mad bhara sama hai

chaandni khili hai

chaand bhi jawaan hai

koi dekhta hai

palkhein jhukaake

aaya hai koi

bachke bachaake

ho chhupke chhupake

apni aankh ladi hai

raat hai chhoti lekin

baat badi hai

oye kaise bataoon

kasi mushkil ghadi hai

agge zamaana pichhe

duniya khadi hai


aiyo aiyo rama

ho gaya hungama

chori se dil mera

jo koi le gaya

aiyo aiyo rama

chori se dil mujhe

jo koi de gaya


aye dekha re hum

sab dekha re

hmmm um hmmm

ek ladka ek ladki

thoda thanda

thoda garmi aiyo


paas mein hain dono

phir bhi dooriyaan hain

faasle najaane kaise

darmiyaan hain

na din maheena

na saal poochho

deewangi ka na

haal poochho

hey chhupke chhupake

apni aankh ladi hai

raat hai chhoti lekin

baat badi hai

oye kaise bataoon

kasi mushkil ghadi hai

agge zamaana pichhe

duniya khadi hai


aiyo aiyo rama

ho gaya hungama

chori se dil mera

jo koi le gaya

aiyo aiyo rama

chori se dil mujhe

jo koi de gaya

hey chhupke chhupake

apni aankh ladi hai

raat hai chhoti lekin

baat badi hai

oye kaise bataoon

kasi mushkil ghadi hai

agge zamaana pichhe

duniya khadi hai.


Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.