allah jaane

allah jaane lyrics

Poster allah jaane

allah jaane

lyrics/Album : Teri Meri Kahaani
Details
Singer Rahat Fateh Ali Khan
Genre Love
Language Hindi
Album Teri Meri Kahaani
Poster allah jaane
play
Lyrics

mere dil pe fateh lehraane

meri rooh ko bhigaane

da da sa sa re sa.. sa re sa…


mere dil pe fateh lehraane

meri rooh ko bhigaane

yeh noor kahaan se aaya

iss baat ko allah jaane

jaane allah jaane

jaane maula jaane

iss baat ko allah jaane


mere dil pe fateh lehraane

meri rooh ko bhigaane

yeh noor kahaan se aaya

iss baat ko allah jaane

jaane allah jaane

jaane maula jaane

iss baat ko allah jane

iss baat ko maula jane


dagmagane laga hai

guroor bhi sharabi ho gaya

mit gayi meri hasti

koi husn inquilabi ho gaya

tirchhe kuch teer chalaane

ghayal kar de nazraane

yeh dard kahaan se aaya

iss baat ko allah jaane

jaane allah jaane

jaane maula jaane

iss baat ko allah jaane

iss baat ko maula jaane


allah jaane haye

maula jaane

allah jaane hoye

maula jaane

allah jaane


kuch toh mila hai aaj hawa mein

saanson mein ghunghru kaise khananan

aasmaan hai pairon ke neeche

warna zameen pe kaise neelapan

haar ke jeetne ka silsila mill gaya

jannatein mill gayi ya khuda mill gaya

aa rubaru mere rubaru

kya noor hai mere rubaru

iss baat ko allah jaane

iss baat ko maula jaane


mere dil pe fateh lehraane

meri rooh ko bhigaane

yeh noor kahaan se aaya

iss baat ko allah jaane

jaane allah jaane

jaane maula jaane

iss baat ko allah jaane

Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.