angiya mein ang na samaye

angiya mein ang na samaye lyrics

Poster angiya mein ang na samaye

angiya mein ang na samaye

lyrics/Album : Aag
Details
Singer Poornima
Genre Dance
Language Hindi
Album Aag
Poster angiya mein ang na samaye
play
Lyrics

angiya mein ang

na samaye balma

angiya mein ang

na samaye balma

mithi mithi

chubhan jagaye balma

tak dhin dhin

tak dhin dhin

aaja na more

piya lage na mora jiya

tak dhin dhin

tak dhin dhin

yad pe ginti hu

tere din din din din


angiya mein ang

na samaye balma

tak dhin dhin

tak dhin dhin

mithi mithi chubhan

jagaye balma

tak dhin dhin

tak dhin dhin


mere nain nashile

mere hoth rashile

tu dekh to mujhko

mere chain chabile

meri chadti jawani

dariya ka pani

mere bas me nahi

hai ab dilbar jani

aayi hai kaisi umar

chadta hai kaisa jahar

katti hai rate

tare gin gin gin

angiya mein ang

na samaye balma

tak dhin dhin

tak dhin dhin

mithi mithi chubhan

jagaye balma

tak dhin dhin

tak dhin dhin


koi kahe yaha hai

koi kahe waha hai

batla bedardi

mujhe dard kaha hai

kya hal batau

kaise samjhau

dildar tadap ke

main mar na jau

jagi hai kaisi agan

jalta hai mera badan

jeena sakungi mai

tere bin bin bin bin

tak dhin dhin

tak dhin dhin

tak dhin dhin

tak dhin dhin

angiya mein ang

na samaye balma

tak dhin dhin

tak dhin dhin

mithi mithi chubhan

jagaye balma

tak dhin dhin

tak dhin dhin.

Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.