apna ghar hai swarag se sunder

apna ghar hai swarag se sunder lyrics

Poster apna ghar hai swarag se sunder

apna ghar hai swarag se sunder

lyrics/Album : Swarag Se Sunder
Details
Singer Kishore Kumar & Asha Bhosle
Genre Love
Language Hindi
Album Swarag Se Sunder
Poster apna ghar hai swarag se sunder
play
Lyrics

apna ghar hain swarg se sundar ho

apna ghar hain swarg se sundar

arey swarg mein kaha se aaye mchhar

haye ye mchhar

swarg mein kaha se aaye mchhar

arey mchhar bhi aashiq hain


tum par kya karu haye main kya karu

haye main kya karu haye main kya karu

apna ghar hain swarg se sundar

par kat raha hain mujhko bistar achha

ye bistar kat raha hain mujhko bistar


arey bistar bhi aashiq hain

tum par kya karu haye main kya karu

haye main kya karu haye main kya karu

apna ghar hain swarg se sundar


shadi se pehle ki raate

bhul gaye tum sari baate

shadi se pehle ki raate

bhul gaye tum sari baate

arey nayi mohabbat nayi hain nayi jawani

arey nayi mohabbat nayi nayi jawani


ho gayi ab har cheez purani

ho gayi ab har cheez purani

yaad wo din aate hai aksar kya karu

haye main kya karu haye main kya karu

haye main kya karu

apna ghar hain swarg se sundar


pyar mein ye gusa achha hain

par bich mein ye tkiya kyu rakha hain

pyar mein ye gusa achha hain

par bich mein ye tkiya kyu rakha hain

bat hai lambi rat hai thodi

kisne bnayi thi ye jodi


main hoon shisha tum ho pathar kya karu

haye main kya karu haye main kya karu

haye main kya karu

apna ghar hain swarg se sundar


jo hota hain wo hone do

jo hota hain wo hone do

mujhko thoda sa sone do

ghar aate hi aa gayi nindiya

kahe lgayi maine bindiya

ghar aate hi aa gayi nindiya

kahe lgayi maine bindiya


baithi rah gayi main sajdaj kar kya karu

haye main kya karu haye main kya karu

haye main kya karu haye main kya karu

apna ghar hain swarg se sundar

swarg mein kaha se aaye mchhar

ye mchhar


swarg mein kaha se aaye mchhar

arey mchhar bhi aashiq hain

tum par kya karu haye main kya karu

haye main kya karu haye main kya karu

apna ghar hain swarg se sundar.


You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.