Singer | Shaan & Anushka Manchanda |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Golmaal 3 |
ye zindagi raftar se chal padi
jate hue raho me hamse abhi ye kah ke gayi
hamara yeh waqt hamara
jo ik bar gaya to aaye na dobara
samajh lo zara ye hawao ka ishara, mere yaro
apna har din aise jiyo, jaise ki aakhri ho
jiyo to iss pal aise jiyo, jaise ki aakhri ho

hum sab jo saath me rahe
khushiya sab haath me rahe
hum se bas faasle rahe yu, are tu ru tu ru
chahe kahi kisi bhi modh par
bhigde gi bhi koi baat agar
milke ik dujhe se kahe yun
yeh baate, hai chhoti moti baate
yeh aaye jaaye jaise ki din aur raate
na aankho se lagana kabhi ye barsate mere yaro
apna har din aise jiyo, jaise ki aakhri ho
jiyo to iss pal aise jiyo, jaise ki aakhri ho
apna har din aise jiyo, jaise ki aakhri ho
jiyo to iss pal aise jiyo, jaise ki aakhri ho
duniya matlab ki yaar hai iski aadat bekaar hai
iss se kum rakhna vaasta tu, turu ru tu ru tu
apno se rakhna dosti inn se puri har kami
inn me hi dhundh raasta tu
na jaana, ye tune na jaana
ye manzil teri inhe tujhe hai pana
hai maine kaha hai jo, uss se mile zamana mere yaro
apna har din aise jiyo, jaise ki aakhri ho
jiyo toh iss pal aise jiyo, jaise ki aakhri ho