awarapan banjarapan

awarapan banjarapan lyrics

Poster awarapan banjarapan

awarapan banjarapan

lyrics/Album : Jism
Details
Singer K.k
Genre Sad
Language Hindi
Album Jism
Poster awarapan banjarapan
play
Lyrics

awaarapaan banjarapaan

ek khala hai sine mein

har dam har pal bechaini hai

kaun bhala hai seene mein


is dharti par jis pal suraj

roz savere ugta hai

is dharti par jis pal suraj

roz savere ugta hai

apne liye to thik usi pal

roz dhala hai seene mein

awaarapaan banjarapaan

ek khala hai sine mein


jaane yeh kaisi aag lagi hai

is mein dhua na chingari

jane yeh kaisi aag lagi hai

is mein dhua na chingari

ho na ho us par kahin koi

khwaab jala hai seene mein

awaarapaan banjarapaan

ek khala hai sine mein


jis raste par tapta suraj

sari raat nahi dhalta

jis raste par tapta suraj

sari raat nahi dhalta

ishq ki aise raha guzar ko

hum ne chuna hai seene mein

awaarapaan banjarapaan

ek khala hai sine mein


kahan kise ke liye hai mumkin

sab ke liye ek sa hona

kahan kise ke liye hai mumkin

sab ke liye ek sa hona

thoda sa dil mera bura hai

thoda bhala hai seene mein

awaarapaan banjarapaan

ek khala hai sine mein.


Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.