aye dil pagal mere

aye dil pagal mere lyrics

Poster aye dil pagal mere

aye dil pagal mere

lyrics/Album : Naqaab
Details
Singer Sunidhi Chauhan
Language Hindi
Album Naqaab
Poster aye dil pagal mere
play
Lyrics

aye dil pagal mere dil

tujko pata hai

yeh ishq kya hai

manzil dhadkan ki manzil

gumsum sad hai

rab ki dua hai


bada zalim iska junoon

nahi milta ismein sukun

bada zalim iska junoon

nahi milta ismein sukun


aye dil pagal mere dil

tujko pata hai

yeh ishq kya hai


tu hi khwaabon mein aake

meri jawan tanhai koi mehka gaya

pyaase armaan jagake

jazbaat ke ehsaah ko behkaa gaya


shikayat hai shikqa bhi hai

yakkin hai to dhoka bhi hai


bada zalim iska junoon

nahi milta ismein sukun


aye dil pagal mere dil

tujko pata hai

yeh ishq kya hai

manzil dhadkan ki manzil

gumsum sad hai

rab ki dua hai


manzar nazro pe chaya

har waqt hai mehboob ke deedar ka

alam kitna hasin tha

bole bina isbaat ke izhaar ka

khusi hai to rangish bhi hai

milan hai to bandish bhi hai


bada zalim iska junoon

nahi milta ismein sukun


aye dil pagal mere dil

tujko pata hai

yeh ishq kya hai

manzil dhadkan ki manzil

gumsum sad hai

rab ki dua hai


aye dil.

Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.