Singer | Shabbir Kumar, Alka Yagnik & Amit Kumar |
Genre | Drama |
Language | Hindi |
Album | Aag Ke Sholay |
kal tak janta pe
atyachar jo karte rahe
ab pada matlab to
humdard bankar aa gaye
balam patiyao na
balam patiyao na
balam patiyao na hum
tumhe na dege vot
hum tumhe na dege
vot bahut batiyao na
balam patiyao na
wahi ho tum jisne janta
ke muh se chhini roti
wahi ho tum jisne janta
ke muh se chhini roti
chhin ke roti dil na bhara
to chhin li langoti
balam patiyao na
balam patiyao na hum
tumhe na dege vot
hum tumhe na dege
vot bahut batiyao na
balam patiyao na
hakim use bnayege jo
hukum na hum pe chalaye
arey hakim use bnayege jo
hukum na hum pe chalaye
neta use bnayege jo mal
na ghar le jaye balam patiyao
balam patiyao na hum
tumhe na dege vot
hum tumhe na dege
vot bahut batiyao na
balam patiyao na
har bahut pehne phoolo
ke ab juto ke pehno
har bahut pehne phoolo
ke ab juto ke pehno
belan lekar inki
chapati kala banao
beham balam patiyao na
balam patiyao na hum
tumhe na dege vot
hum tumhe na dege
vot bahut batiyao na
balam patiyao na
ujle kapde pehne lekin
man hain tera kala
ujle kapde pehne lekin
man hain tera kala
oye baglabhkat bankar
lakho ka kiya ghotala
oye main kya jhut
boliya oye nahin.