banarasiya

banarasiya lyrics

Details
Singer Shreya Ghoshal
Genre Love
Language Hindi
Album Raanjhanaa
Poster banarasiya
play
Lyrics

haye oye oye oye banarasiya

haye banarasiya

aa.. aa.. banarasiya..

haye banarasia


rang mein bhang ya bhang mein rang

banarasiya.. haye banarasiya..

sang mein jung ya jung mein sang

banarasiya.. haye banarasiya..



haan.. haan.. haan.. haye banrasiya

haye banarasiya

aa.. aa.. banarasiya


chaal chaalati har hoshiyari jaanat

yoon to sab nar naari

chaal chaalati har hoshiyari jaanat

yoon to sab nar naari

mann ke par bhole bhandari

mann ke par bhole bhandari

ghaat kinare umar guzaari

ghaat banarasiya..haye ghaat banarasiya..

ghaat banarasiya..

thaathon mein thaath banarasiya

haye haye thaath banarasiya

thaathon mein thaath banarasiya

thaathon mein thaath banarasiya

thaath banarasiya

haan haye haye thaath banarasiya..


rang mein bhang ya bhang mein rang

banarasiya.. haye banarasiya..

sang mein jung ya jung mein sang

banarasiya.. haye banarasiya..


oh sang mein jung rang mein sang

rang mein bhang ya bhang mein rang

banarasiya..

oh sang mein jung rang mein sang

banarasiya..

haan.. banarasiya, haye.. banrasiya


turat-furat mein sab kar jaavein

aayi pe jo apni aave

turat-furat mein sab kar jaavein

aayi pe jo apni aave..

taal mein jab ye taan dabaave

gaal mein jab ye paan dabaave

teen taal mein chalte jaave

baat banarasiya.. haye baat banarasiya

baat banarasiya…


thaathon mein thaath banarasiya

haye haye thaath banarasiya

thaathon mein thaath banarasiya

haye haye thaath banarasiya

thaath banarasiya

haan haye haye thaath banarasiya..


rang mein bhang ya bhang mein rang

banarasiya.. haye banarasiya..

sang mein jung ya jung mein sang

banarasiya.. haye banarasiya..

banarasiya.. haye banarasiya..

banarasiya.. haye banarasiya..

Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.