bandagi ko tu bandagi

bandagi ko tu bandagi lyrics

Poster bandagi ko tu bandagi

bandagi ko tu bandagi

lyrics/Album : Hostel
Details
Singer Virag Mishra
Genre Rock
Language Hindi
Album Hostel
Poster bandagi ko tu bandagi
play
Lyrics

arth ka anarth karke

vyarth yuhi zindagi chali

kal mein thoos kar ke wish

bhavvishya ki phir chita jali

maar kar zameer ko

zameen pe dhas gaya hai jo

sharir uska jal gaya

kankaal jaisa ho gaya hai vo

is gandgi ko tu bandagi

samjh ke saaf kar

is gandgi ko tu bandagi

samjh ke saaf kar

saap ke zehar se dosti ka dank le raha hai jo

wo faand faand chil gaya

kankaal jaisa ho gaya hai vo

is gandgi ko tu bandagi

samjh ke saaf kar

is gandgi ko tu bandagi

samjh ke saaf kar

ye yuddh hai, sahi galat

kuch toh yaar fassla saho

kisi mein aage badh ke laat

maarne ka hausla toh ho

jo gir ke uth gaya wohi hai veer,

toh jeet usi ki hai

paap ki patang kat hi jaaye,

reet ye jagat ki hai

iss gandagi ko tu bandagi

samajh ke saaf kar

ab sehan ki shakti chadd

paar karke uss taraf gayi

khoon se chalo likhey

koi kahani ab nayi nayi

iss gandagi ko tu bandagi

samajh ke saaf kar kar

iss gandagi ko tu bandagi

samajh ke saaf kar

hawa mein ghul raha zeher

hai saans saans maangne lagi

vinaash ki priwarti har

gali mein aag taanne lagi

siyar hai vazeer lomadi ke haath takht aa gaya

ab baarishon mein bheegne chale,

toh tan pe rakt aa gaya

iss gandagi ko tu bandagi

samajh ke saaf kar

iss gandagi ko tu bandagi

samajh ke saaf kar

You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.