barsa barsa

barsa barsa lyrics

Details
Singer Anuradha Paudwal & Mohammed Aziz
Genre Romantic
Language Hindi
Album Adharm
Poster barsa barsa
play
Lyrics

barasa barsa haay barasa

barsa ghataao se paani

o barasa barsa

ghataao se paani

jale paani mein meri jawaani

jale paani mein meri jawaani

tarasa tarasa mera dil deewaani

tarasa tarasa mera dil deewaani

aayi aayi jo rut mastaani

aayi aayi jo rut mastaani


bundon mein bhi aag hai,

tauba kya barsaat hai

sholon mein lipati hawa,

bheegi bheegi raat hai

bundon mein bhi aag hai,

tauba kya barsaat hai

sholon mein lipati hawa,

bheegi bheegi raat hai

aaj baarish mein

bheeg jaane de

thaam le mujhako

paas aane de

kaali kaali matwaali

chaayi hai ghata

barasa barsa ha barasa

barasa ghataao se paani

jale paani mein meri jawaani

jale paani mein meri jawaani


jaane tune kya kiya,

main deewaana kho gaya

tune dekha jo mujhe,

mujhako bhi kuchh ho gaya

jaane tune kya kiya,

main deewaana kho gaya

tune dekha jo mujhe,

mujhako bhi kuchh ho gaya

yeh deewaana

dil jab tarasata hai

pyaar ka saawan

tab barasata hai

aayi tu jo baahon mein

toh chha gaya nasha

o barasa barsa haay barasa

barsa ghataao se paani

jale paani mein meri jawaani

jale paani mein meri jawaani

ho tarasa tarasa haay tarasa

tarsa mera dil deewaani

aayi aayi jo rut mastaani

aayi aayi jo rut mastaani.

Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.