barsaat ke din aaye

barsaat ke din aaye lyrics

Poster barsaat ke din aaye

barsaat ke din aaye

lyrics/Album : Barsaat
Details
Singer Kumar Sanu & Alka Yagnik
Genre Love
Language Hindi
Album Barsaat
Poster barsaat ke din aaye
play
Lyrics

barsaat ke din aaye

mulaqat ke din aaye

betaabiyon ke

sharaare beetche hain

yeh saawan ki

rimjhim jhadi hain

kadam bekhudi mein

behakne lage hain

yeh madhoshiyon

ki ghadi hain

barsaat ke din aaye

mulaqat ke din aaye

hum soch mein the jinke

us raat ke din aaye

barsaat ke din aaye

barsaat ke din aaye

jalte rahe hum khayalo ke

lau se sahi humne barso judaai

cham cham barasti suhani

ghata ne ajab si agan hain lagai

barsaat ke din aaye

mulaqat ke din aaye

hum soch mein the jinke

us raat ke din aaye

barsaat ke din aaye

barsaat ke din aaye


na tum hosh mein ho

na hum hosh mein hain

behak jaaye na

tum sambhalo hamein

gujarish yahi hain tamannao ki

sanam baajuo mein tha lo humein

jasbaat ke din aaye

mulaqat ke din aaye

hum soch mein the

jinke us raat ke din aaye

barsaat ke din aaye

barsaat ke din aaye


deewani deewani

jawani mastani

garm saanson

mein toofan hain

deewana deewana

sama hain deewana

jara si chahat bhi

beimaan hain


dhua sa uthe hain

kahi jism se

kaho baadlo se

baraste rahe

saha jaaye na yeh

judaai ka gum

bhala kab talak

hum taraste rahey

baraat ke din aaye

mulaqat ke din aaye

hum soch mein the jinke

us raat ke din aaye

barsaat ke din aaye

barsaat ke din aaye

barsaat ke din aaye.


Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.