Singer | Atif Aslam & Sunidhi Chauhan |
Genre | Romantic |
Language | Hindi |
Album | Race 2 |
suno na
kahe kya suno na
dil mera suno na
suno zara
teri baahon mein
mujhe rehna hai raat bhar
teri baahon mein hogi subah
be intehaan (be intehaan) be intehaan
yun pyaar kar (yun pyaar kar) be intehaan
dekha karun
sari umar (sari umar)
tere nishan, be intehaan
koi kasar na rahe, meri khabar na rahe
choole mujhe is kadar be intehaan
jab saanson me teri saansen ghuli toh phir sulagne lage
ehsaas mere mujhse kehne lage
aa baahon me teri aake jahaan do yun simatne lage
sailaab jaise koi behne lage
khoya hun main aagosh mein
tu bhi kahaan ab hosh mein
makhmali raat ki ho na subah
be intehaan (be intehaan) be intehaan (be intehaan)
yun pyaar kar (yun pyaar kar) be intehaan
gustakhiyan.. kuch tum karo..
kuch hum karen is tarah..
hun sharma ke do saayen hai jo
muh ferle hum se yahaan
haan choo toh liya hai ye jism tune
rooh bhi chum le
alfaaz bhige bhige kyyun hai mere
haan yun choor hoke majboor hoke
katra katra kahen
ehsaas bhige bhige kyun hain mere
do bekhabar bhige badan
ho besabar bhige badan
le rahe raat bhar angdaiyaan
be intehaan (be intehaan) be intehaan (be intehaan)
yun pyaar kar (yun pyaar kar) be intehaan
dekha karun (dekha karun)
sari umar (sari umar)
tere nishan, be intehaan
koi kasar na rahe, meri khabar na rahe
choole mujhe is kadar be intehaan