Singer | Nayantara Bhatkal |
Language | Hindi |
Album | Raman Raghav 2.0 |
oo.. o.. aa...
ek dhakka aur de
saare dhaage tod de
peene ke paani mein
zehar ki naali chhod de
oo.. o.. aa...
itna bhi jo kar na sake
toh phir kaahe ka gooda
teri khaal mein renge keede
tu sachcha behooda
tu sacha behooda
jiski kismat ne haari shartein
tu pakka behooda
jiski neeyat mein lagi fafund ki partein
tu aisa behooda
tera khoon hai sau mein nabbe kaala
tu aisa behooda
tune nakhuno se phoda chhaala chhaala
behooda
oo.. o.. aa...
tu sacha behooda
oo...
behooda
ek dhakka aur de
saare dhaage tod de
peene ki paani mein
zehar ki naali chhod de
apne hi aks ki
aakar tum to ghunth re
chaar din ke chehre pe
kaali raate pot de
door door tak koi na rishta
tu hi itna sukha
teri khaal mein renge keede
tu sacha behooda
tu sacha behuda
jjisk kismat ne haari shartein
tu pakka behuda
jiski neeyat mein lagi fafund ki partein
tu aisa behuda
tera khoon hai sau mein nabbe kaala
tu aisa behuda
tune nakhuno se phoda chhala chhal
behooda
oo.. o.. aa..
tu sacha behuda
oo...