Singer | Mohammed Aziz, Amit Kumar & Anuradha Paudwal |
Genre | Emotional |
Language | Hindi |
Album | Farishtay |
ye rista nahi khun ka , ye rista hai pyar ka bahna
hum ko tumse pyar nahi ab kaha hai phir mat kahna
jan gayi ha jan gayi, man gayi ha man gayi

kitna sundar kitna pyara ye sara sansar hai
is sansar me sabse pyara bhai bahan ka pyar hai

prit hamari chut nahi sakti ye kachi dor nahi
jis din hum tumko na dekhe us din hoti bhor nahi

na babul na mayya mera tum bin koi or nahi

sabse jyada rab se jyada mujhe tum pe etbar hai
is sansar me sabse pyara bhai bahan ka pyar hai
kitna sunder kitna pyara ye sara sansar hai

yuhi hasti gati rahe tu rab se roj dua mangu
apni khusiya tujhko du tujhse har dukh tera mangu

soch rahi hu aj ke din mai tum dono se kya mangu

teri kasam tu jan bhi mange to kisko inkar hai
is sansar me sabse pyara bhai bahan ka pyar hai
kitna sunder kitna pyara ye sara sansar hai
is sansar me sabse pyara bhai bahan ka pyar hai
diwali me deep jalaye sang rang khel holi me
bichad na jana tum mujhse jiwan ki ankh micholi me

bichadenge par pahle tujhko bithlayenge doli me

bane tu dulhan bas us din ka hamko intzar hai