bolree jethani

bolree jethani lyrics

Poster bolree jethani

bolree jethani

lyrics/Album : Ghar Ka Sukh
Details
Singer Alka Yagnik & Anuradha Paudwal
Language Hindi
Album Ghar Ka Sukh
Poster bolree jethani
play
Lyrics

bolree jethani kaahe

ko gussa ho gayi

bolree jethani kaahe

ko gussa ho gayi

gussa jyada ho to thoda

peelo thanda paani

bolree jethani kaahe

ko gussa ho gayi

bolree jethani


dekhu ho hoo..

gusse ki hain kintu

acchi karti ho tum

ek dam tanuja

jaisi lagati ho tum

gusse ki hain kintu

acchi karti ho tum

ek dam tanuja

jaisi lagati ho tum

mujhe pata hain

fair ke mukhada

kyun baithe hain tum

hasi na aajaye kahi darti ho tum

gusse mein bhi kitani

achhi maharani lagti ho tum

bolree jethani kaahe

ko gussa ho gayi

bolree jethani

nahin maanti to katti

main bhi tumse

baat nahin karungi


bolree devrani hayy

tu kyun gussa ho gayi

bolree devrani hayy

tu kyun gussa ho gayi

mujhe manane aayi thi

khud ruthi meri raani

bolree devrani hayy

tu kyun gussa ho gayi

bolree devrani achha

tu aise nahin manegi


ruthi re main tujhko

kabhi bhi na manaungi

khud bhi na hasungi

aur tujhko na hasaungi

ruthi re main tujhko

kabhi bhi na manaungi

khud bhi na hasungi

aur tujhko na hasaungi

aane de devarji ko

tere kaan khichvaungi

teri ye russa rusi

unko hi bataungi

na na aisa nahin karna

devarji ka naam liya

toh kaisi mar gayi naani

are bolree devrani

haa haa bol dena

khichvadena mere kaan

mein bhi tumse

baat nahin karungi

are main toh

majak kar rahi thi

bura maan gayi

ruth gayi mujhase


maine maana tere miya ki

lagti hoon mein bhabhi

lekin ghar ki badi hoon

sab talo ki chabi

hasde ik baar zara

tu o meri devrani

main banaras ki

saadi dil vadungi

main banaras ki

saadi dil vadungi

laal rang ka lenga choli

us pey gota lagvadungi

us pey gota lagvadungi

aur phir tu raat ko devarji ke

aage sarama ke gaayegi

haay pallo latke gori ke

pallo latke gori ke

zaraisi zaraisi tedhi ho jayi

luman ke pallo latke gori ke

zaraisi zaraisi tedhi ho jayi

luman ke pallo latke gori ke

are kitana mana rahi

ho manti hain nahin

saadi chaba rahi hain

bhookhi hain kya


chal chaupati milakar

kayenge paani puri

kudak kudak ke chalti hain

jaise gudiya japani

are bolri devrani tu hi

meri maa hain

tu hi badi bahena

tu hi meri maa hain

tu hi badi bahena

maanungi mein

sada tera kehena

isi tarah bas pyaar mein

bite saari zindagaani

isi tarah bas pyaar mein

bite saari zindagaani

o meri jethani o meri devrani

aare o meri jethani o meri devrani.

You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.