Singer | Vilen |
Language | Latest |
aankhe wo baate, teri mulaqate
mere zehan se ab jaye na
khawabon mein jaake, hans ke muskura ke
mere zehan se le jaye jaan
tere dil ki kahaniyon ki main
banu raat deewani re
sochu tere bina agar zindagi
behde aankh se paani ve hey
baahon mein baahein
teri ye aanhein
mere hokar yeh
reh jayein haan
aankhe wo baatein
tere sang raatein
mere zehan se ab jaye na ho o
kaisi wo muraad thi jo aaj jal gayi
pariyon ke zehan mein jo aag bann gayi
dekhi na thi sapnon khayalon mein kabhi
aisi zindagi se mulaqat ban gayi
teri aankhon ki lehak ko na jaane
na jane kaisi raat mil gayi
na jane kaisi raat mil gayi
na jane kaisi raat mil gayi
aankhein jhukti chubhan mein
ashkon mein magan ye
kaisi teri saansein chadh gayi
ho sakhiyan dekhe anjuman mein
soche sab mann mein
kaisi kaisi baatein ban gayi
ho teri baaton ki chehak ko na jaane
na jane kaisi raat mil gayi
na jane kaisi raat mil gayi
na jane kaisi raat mil gayi
oh ri chidiya na tujhe ri
kyon yeh duniya bhaye re
oh re panchhi kyon humesha
baithi munh latkaye re
teri aankh ye jo namm hai
inmein jo gam hai
chhod ke subah pe kar yaqeen
ho ye jo jhoomta sawan hai
meethi jo pawan hai
teri hi muskaan se hai bani
ho teri baaton ki chehak ko na jaane
na jane kaisi raat mil gayi
na jane kaisi raat mil gayi
na jane kaisi raat mil gayi
sochi thi jo raat woh aaj mil gayi
dhuyein ke baras mein barsaat mil gayi
dekhi thi jo sapno khayalon mein kahin
kushiyon ki kiran wo aaj mil gayi
ye zamana beshram hai
na iska dharam hai
kyun dhoondhe hai tu ismein bandagi
oh tere sath tera man hai
dil ki dhadkan hai
aage badh ke jee le zindagi