dekh tamasha lakdi ka

dekh tamasha lakdi ka lyrics

Poster dekh tamasha lakdi ka

dekh tamasha lakdi ka

lyrics/Album : Insaaf Ki Manzil
Details
Singer Mahendra Kapoor
Genre Drama
Language Hindi
Album Insaaf Ki Manzil
Poster dekh tamasha lakdi ka
play
Lyrics

suno aye bhaiya

tumhein sunaye

ek anokhi baat

are janam se le kar marne tak

lakdi ka na chhute saath

dekh tamasha lakdi ka bhai

dekh tamasha lakdi ka

dekh tamasha lakdi ka bhai

dekh tamasha lakdi ka


saor mein lakdi jhalti hain

aur lakdi ka banta hain palana

saor mein lakdi jhalti hain

aur lakdi ka banta hain palana

lakdi ka hi lekar sahara

bacha to sikhe chalna

takhti banti hain lakdi

takhti banti hain lakdi ki

bane khilauna lakdi ka

dekh tamasha tamasha

dekh tamasha lakdi ka

dekh tamasha lakdi ka bhai

dekh tamasha lakdi ka


shaadi mein mandap lakdi ka

lakdi ki hain sehnaai

shaadi mein mandap lakdi ka

lakdi ki hain sehnaai

baith ke lakdi ki doli mein

dulhan piya ke ghar aayi

sindoor taani lakdi ki

sindoor taani lakdi ki

aur palang banaya lakdi ka

dekh tamasha tamasha

dekh tamasha lakdi ka

dekh tamasha lakdi ka bhai

dekh tamasha lakdi ka


lakdi ka hal chale khet mein

nadi mein lakdi ki naiyya

lakdi ka hal chale khet mein

nadi mein lakdi ki naiyya

khinche bel belgaadi ko

laga hain lakdi ka piyya

chaotha pan jab aaye to

budha hath mein lakdi leke chale

chaotha pan jab aaye to

budha hath mein lakdi leke chale

marne par arthi lakdi ki

lakdi ki cheeta jhale

aise hi jeevan bhar bhiya

rahe sahara bhaiya lakdi ka

dekh tamasha tamasha

dekh tamasha lakdi ka

dekh tamasha lakdi ka bhai

dekh tamasha lakdi ka.

Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.