Language | Hindi |
padh ke hairan the
kuch pareshan raz se
hum toh gaye kam se
tabse thikane pe
dil mera hai hi nahi
bus ek usi bat par
hairan hai aj bhi
dil hai kaha pe
dhundhta hai dil
kya mujhe pata hai
puchta hai dil
palkon ki subah mein
jagta hai dil
ishq ki zameen pe
bhagta hai dil
rakhta tujhi se
wasta hai dil
chahtein teri hoan
chahta hai dil
sathi sath tujhe
mangta hai dil
tujhe hi khudaya
mangta hai dil
dillagiyan odh kar
chahato ne di dastake
liye kai uljhane
bina liye suljhane
man-mastiyan jod kar
aaftao ne li karvatein
na toh jahan ki sune
mere manane pe dil mera
mane nahin
har pal yahi soch kar
hairan hai aj bhi
dil hai kaha pe
dhundhta hai dil
kya mujhe pata hai
puchta hai dil
palkon ki subah mein
jagta hai dil
ishq ki zameen pe
bhagta hai dil
rakhta tujhi se
wasta hai dil
chahtein teri ho
chahta hai dil
sathi sath tujhe
mangta hai dil
tujhe hi khudaya
mangta hai dil
searching for my other half
to make me feel whole
i’m waiting on you
to see this thing through
hoping you would make a move
no need to be shy now
i’m feeling it too
my heart’s calling you
dil hai kaha pe
dhundhta hai dil
kya mujhe pata hai
puchta hai dil
palkon ki subah mein
jagta hai dil
ishq ki zameen pe
bhagta hai dil
rakhta tujhi se
wasta hai dil
chahtein teri ho
chahta hai dil
sathi sath tujhe
mangta hai dil
tujhe hi khudaya
mangta hai dil