Language | Bollywood |
dil befikar ho ke kare
chahat bhari badmashiyan
tu sath ho jo humsafar
aachi lage badnamiyan
baithe rahe ja ke kahi
hum ishq ke saaye tale
milne ko ho dil mukhtasar
aur roshani koyi jale
tu paas aaye khooshbu si chhaye
dekhi nahi aisi kabhi jadugari
ghalib ke jaisi ek sau ghazal de
jab kare nigahein teri shayari
lamha main sare mausam badal de
jab chale aadaon se tu nazni
oh ho ghalib ke jaisi ek sau ghazal de
jab kare nigahein teri shayari
lamho main saare mausam badal de
jab chale aadaon se tu naznin
oh ho na na na na oh hu
mahsoos ho har pal yahi
ke pahle tu fir zindagi
hogi kabhi na ajnabi
parchhai bhi teri meri
sansein agar ho besabar
tere liye tarsha kare
tanhai ke galiyaron main
tu itar sa barsa kare
tu muskuraye to noor chhaye
aasman se chand aa ke chume ye zameen
ghalib ke jaisi ek sau ghazal de
jab kare nigahein teri shayari
lamho main sare mausam badal de
jab chale aadaon se tu naznin
oh ho ghalib ke jaisi ek sau ghazal de
jab kare nigahein teri shayari
lamho main saare mausam badal de
jab chale aadaon se tu naznin
oh ho…