dil udta hai kya kahta hai

dil udta hai kya kahta hai lyrics

Poster dil udta hai kya kahta hai

dil udta hai kya kahta hai

lyrics/Album : Jazbaat
Details
Singer Sameer Date & Asha Bhosle
Genre Love
Language Hindi
Album Jazbaat
Poster dil udta hai kya kahta hai
play
Lyrics

dil udta hai kya kehata hai

dil udta hai kya kehata hai

o aaja jane man

pyar ki kasam chhaya hai nasha

o aaja jane man

pyar ki kasam chhaya hai nasha

tan mehaka hai man behaka hai

tan mehaka hai man behaka hai

o sanso mein chaman

baaho mein gagan itra rahi hai hawa

o sanso mein chaman

baho mein gagan itra rahi hai hawa

dil udta hai kya kehata hai


chho ke na jaaiye zara karib aaiye

sanso meri samaaiye

o sanso meri samaaiye

dar bahaut hai lag raha

chand bhi hai jag raha

ye sama bahut sulag raha

o ye sama bahut sulag raha

o chhod de sitam ho haseen sanam

dil ki duniya basa


o sanso mein chaman

baho mein gagan itra rahi hai hawa

tan mehaka hai man bahka hai

tan mehaka hai man bahka hai

o aaja jane man

pyar ki kasam chhaya hai nasha

o sanso mein chaman

baaho mein gagan itra rahi hai hawa

dil udta hai kya kehata hai

dil udta hai kya kehata hai

dil udta hai kya kehata hai.

You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.