din dhal gaya hai abto jane do yaar

din dhal gaya hai abto jane do yaar lyrics

Poster din dhal gaya hai abto jane do yaar

din dhal gaya hai abto jane do yaar

lyrics/Album : Dil Tera Diwana
Details
Singer Udit Narayan & Alka Yagnik
Genre Dance
Language Hindi
Album Dil Tera Diwana
Poster din dhal gaya hai abto jane do yaar
play
Lyrics

din dhal gaya hai ab to jane do yaar

din dhal gaya hai ab to jane do yaar

din dhal gaya hai ab to jane do yaar

kal kar lena janam tum baki ka pyar

din dhal gaya hai ab to jane do yaar


thahro jara do gadi jane ja

abi thik se tumko dekha kaha

thahro jara do gadi jane ja

abi thik se tumko dekha kaha

din dhal gaya hai ab to jane do yaar

din dhal gaya hai ab to jane do yaar


dhadkan se bhi tej ab to

ghadiya ye chalne lagi hai

dhadkan se bhi tej ab to

ghadiya ye chalne lagi hai

rrukhne ki baat ab to yara

mujhko khalne lagi

hum waqt ko rok lenge sanam

tum bhi jara roke apne kadam

hum waqt ko rok lenge sanam

tum bhi jara roke apne kadam

din dhal gaya hai ab to jane do yaar

din dhal gaya hai ab to jane do yaar


apne diwane pe itna kyu

tum sitam kar rahi ho

apne diwane pe itna kyu

tum sitam kar rahi ho

hum sath hai jab tumhare

phir kisliye dar rahi ho

is pal jo main ja na payi agar

phir na main ja sakungi ghar

is pal jo main ja na payi agar

phir na main ja sakungi ghar


din dhal gaya hai ab to jane do yaar

din dhal gaya hai ab to jane do yaar

kal kar lena janam tum baki ka pyar

kyu ja rahi ho kar lo todha sa pyar

kyu ja rahi ho kar lo todha sa pyar.

Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.