Singer | Anuradha Paudwal & Manhar Udhas |
Genre | Love |
Language | Hindi |
Album | Bahaar Aane Tak |
din patjhad ke ya bahare ho majhdhar me ho ya kinare ho
din patjhad ke ya bahare ho majhdhar me ho ya kinare ho
aa mere sanam aa mere sanam wada karle
hatho me hath hamare ho hatho me hath hamare ho
din patjhad ke ya bahare ho majhdhar me ho ya kinare ho
aa mere sanam aa mere sanam wada karle
hatho me hath hamare ho hatho me hath hamare ho
is tarah se mujhme sama ja tu jaise ful me hai rang or khushboo
mai tujhme chhup jau aise murli me chhupe hain swar jaise
dekhe meri nazar is waqt jahan us waqt me tere nazare ho
aa mere sanam aa mere sanam wada karle
hatho me hath hamare ho hatho me hath hamare ho
aasa ho safar ho ya ho muskil ek rah apni ek manjil
rut khusiyo ki ho khusiyo ki ho gum ka mausam
ek sath uthe jab uthe kadam jab pyar wafa ki bate ho
jab pyar wafa ki bate ho har juba pe nam hamare ho
aa mere sanam aa mere sanam wada karle
hatho me hath hamare ho hatho me hath hamare ho
ye thandi hawa ye mast fiza sun sajna hamse kahti hai kya
kahti hai na preet kabhi chute gum nahi agar dunia chute
fir lenge janam fir hoga milan fir lenge janam fir hoga milan
har janam me sath tumhare ho
aa mere sanam aa mere sanam wada karle
hatho me hath hamare ho hatho me hath hamare ho