dulhan tu doolah main

dulhan tu doolah main lyrics

Poster dulhan tu doolah main

dulhan tu doolah main

lyrics/Album : Dil Hai Ke Manta Nahin
Details
Singer Anuradha Paudwal & Debashish Dasgupta
Genre Wedding Song
Language Hindi
Album Dil Hai Ke Manta Nahin
Poster dulhan tu doolah main
play
Lyrics

dulhan tu dulha mai ban jaunga dulhan tu dulha mai ban jaunga

mera intjhar karna barat le ke aaunga

dulhan tu dulha mai ban jaunga dulhan tu dulha mai ban jaunga


dhol barati ghode hathi baja bajega raho me

dhol barati ghode hathi baja bajega raho me

chaandi jaisa badan mai tera bar lunga mai apni baho me

aayegi jab vo milan ki raat ched ke koi pyar ki baat

tujhe sari raat jagaunga dulhan tu dulha mai ban jaunga


dulha tu dulhan mai ban jaungi dulha tu dulhan mai ban jaungi

dekh sajna pyar me tere mar jaungi dulha tu dulhan mai ban jaungi


mere jivan sathi jab se dil me mere aaye ho

mere jivan sathi jab se dil me mere aaye ho

janam janam ke pyar ko sath me apne laye ho

dekha hai tujhe jabse mang liya tujhe apne rab se

tujh bin jee na paungi

dulha tu dulhan mai ban jaungi dulha tu dulhan mai ban jaungi

dekh sajna pyar me tere mar jaungi

dulhan tu dulha mai ban jaunga dulhan tu dulha mai ban jaunga

mera intjhar karna barat le ke aaunga


Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.