ehsaas bejaan hai

ehsaas bejaan hai lyrics

Poster ehsaas bejaan hai

ehsaas bejaan hai

lyrics/Album : Zor Lagaa Ke...haiya!
Details
Singer Shaan
Language Hindi
Album Zor Lagaa Ke...haiya!
Poster ehsaas bejaan hai
play
Lyrics

ehsaas bejaan hai tuti hai dil ki ragein

hai khaab yeh sach nahi

keh de koi yeh hame

jalate the bhujane lage umeed ke

sab diye kaisi chali ye hawa

ehsaas bejaan hai tuti hai dil ki ragein

hai khaab yeh sach nahi

keh de koi yeh hame


bebasi ban gayi dard ki intehaan hmm

bebasi ban gayi dard ki intehaan hmm

kaat kar par mere udane ko kaha

khaamosh chup chaap hai

lamhe yeh thehare huye

hai khaab yeh sach nahi,

keh de koi yeh hame

jalate the bhujane lage umeed ke

sab diye kaisi chali ye hawa

ehsaas bejaan hai tuti hai dil ki ragein

hai khaab yeh sach nahi

keh de koi yeh hame


hai khafa haarkar har duwa beasar hmm

hai khafa haarkar har duwa beasar hmm

khun ke aashk se num hai yeh najar

khud se bhi naaraaj hai

auro se bhi ranjishe

hai khaab yeh sach nahi

kehade koi yeh hame

jalate the bhujane lage umeed ke

sab diye kaisi chali ye hawa

ehsaas bejaan hai tuti hai dil ki ragein

hai khaab yeh sach nahi

keh de koi yeh hame.

Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.