Singer | Bhupinder Singh & Mahendra Kapoor |
Genre | Sad |
Language | Hindi |
Album | Dahleez |
ek adhuri si mulaqat huyi thi jinse
ek adhuri si mulaqat huyi thi jinse
jane ab un se mulaqat ho ke na ho
ek adhuri si mulaqat huyi thi jinse
jin hasi raah pe ham
sath chale the kuch din
jin hasi raah pe ham
sath chale the kuch din
jane us raah pe ab
sath kabhi ho ke na ho
jin hasi raah pe ham
sath chale the kuch din
kuch bataya hi nahin
hath chudane ka sabab
kuch bataya hi nahin
hath chudane ka sabab
phir na aane ka sabab
ruth ke jane ka sabab
puchte unse magar
bat kabhi ho ke na ho
ek adhuri si mulaqat huyi thi jinse
meri khamosh mohabbat na samjha koi
meri khamosh mohabbat na samjha koi
dil yunhi choad gaya aag mein jalta koi
dil pe ab pyar ki barsat ho ke na ho
jin hasi raah pe ham
sath chale the kuch din
zindagi ko kisi chehere
ka ujala na mila
zindagi ko kisi chehere
ka ujala na mia
thak gaye paav magar
koi saya na mila
unki zulafo ke tale
raat kabhi ho ke na ho
ek adhuri si mulaqat huyi thi jinse
hame socha tha ke ab
sath na chutega kabhi
hame socha tha ke ab
sath na chutega kabhi
zindagi bhar ka bhandhan
hain na tutega kabhi
do ghadi bhi magar
ab sath kabhi
ab sath ho ke na ho
jane us raah pe ab
sath kabhi ho ke na ho
ek adhuri si mulaqat huyi thi jinse
jane ab un se mulaqat ho ke na ho.