Singer | Mika Singh & Brijesh Shandilya |
Genre | Rock |
Language | Hindi |
Album | War Chhod Na Yaar |
hai daulat ki chaabi lambi ho gayi kaathi
bas khud ho jo jikara marne se befikara
aati ho jab jawani dushman bharega paani
hum sabki ye kahani, are sab ki ye kahani
hum hai fauji fauji fauji fauji hai fauji
hum hai fauji fauji fauji fauji hai fauji
thode hai manmauji
himmat aur power ka mixture
ek punch mein kar de fracture
kar denge kranti kranti kranti
ab kyun hai marna sabko jeene de
inki aashaye manzil se milne de
hum hai fauji fauji fauji fauji hai fauji
hum hai fauji fauji fauji fauji hai fauji
thode hai manmauji
o nau number ka juta jo bhida wahi futa
wardi meri khari hai dilo se jo bhari hai
sar pe rakhi ye topi himmat se hai milti
hum sabki jaan hoti aur sabki shaan hoti
hum hai fauji fauji fauji fauji hai fauji
hum hai fauji fauji fauji fauji hai fauji
thode hai manmauji
duniya mein hum naa aaye bewajah
thodi si jid hai thoda sa nasha
humse jamana puchhe humse jamana sikhe
jaan ki baaji lagaye
aur ye chhute naa hum sabko samjhaye
hum hai fauji fauji fauji fauji hai fauji
hum hai fauji fauji fauji fauji hai fauji
thode hai manmauji
hum hai fauji fauji fauji fauji hai fauji
hum hai fauji fauji fauji fauji hai fauji
thode hai manmauji.