Singer | Roshan Prince |
Language | Punjabi |
meri kitab ishq mein
ek zikr hai tera
meri kitab ishq mein
ek zikr hai tera
na jaane dil mein abhi bhi
kyun fikar hai tera
na jaane dil mein abhi bhi
kyun fikar hai tera
yeh bhi sach hai ke ab
kabhi na aayenge woh din
yeh bhi sach hai jee na paunga
aakhir tum bin
kabhi ek baar main
un lamhon ko jee paaun
tere pehlon mein rakh ke
sar jo wo milta tha sakun
meri kitab ishq mein
ek zikr hai tera
meri baaton pe muskurana woh tera aksar
kabhi kisi gam mein dub jana wo tera aksar
wo tera door se milne aana hai yaad mujhe
meri baahon mein simat jana hai yaad mujhe
meri kitab ishq mein
ek zikr hai tera
tu mere samne jo nazrein jhukaya karti thi
dil ki koi baat bol bhi na paya karti thi
wo teri aankh se chhalka aanshu
jo maine roka tha
rote rote tera hasna haseen dhokha tha
meri kitab ishq mein
ek zikr hai tera
fir ek subah tera mujhse wo door ho jaana
dekhte dekhte kisi dhundh mein wo kho jaana
meri galti toh bata de tu khuda ke liye
maafiyan mangta hu ab bhi jis khata ke liye
meri kitab ishq mein
ek zikr hai tera
meri kitab ishq mein
ek zikr hai tera