gagan se oonchi

gagan se oonchi lyrics

Poster gagan se oonchi

gagan se oonchi

lyrics/Album : Param Vir Chakra
Details
Singer Suresh Wadkar, Mohammed Aziz & Vinod Rathod
Genre Patriotic
Language Hindi
Album Param Vir Chakra
Poster gagan se oonchi
play
Lyrics

gagan se oonchi manzhil hamari

hum azaad parinde, hum azaad parinde ho

azaadi humko hain jaan se pyaari

hum azaad parinde, hum azaad parinde ho

gagan se oonchi manzhil hamari


aage hain khula gagan

pichhe na koi saiyya

hum ghar se bhar nikale

are bahot dino ke baad

hum dilwale hum matwale

hain albele manmauji

chhutti paakar masti lene

chale hain kal ke fauji

hai koi sawar kisi ki sawari

hum azaad parinde, hum azaad parinde ho

azaadi humko hain jaan se pyaari

hum azaad parinde, hum azaad parinde ho

gagan se oonchi manzhil hamari


hum rang teerange ke

sangam ke dhare hain

teeno ke sukh dukh saathi

hume jaan se pyaare hain

parbat se majhboot iraade

faulaadi hain baahein

ek raah ke hain hum raahi

majhil pe hain nigaahein

hain pankho pe likhi hain zimedari

hum azaad parinde, hum azaad parinde ho

sang jeene marneki apni yaari

hum azaad parinde, hum azaad parinde ho

gagan se oonchi manzhil hamari.


You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.