Singer | Amit Kumar |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Yaad Rakhegi Duniya |
chham chham
chham chham chham chham
gali gali mein gana,
gaake dhum machaana
gali gali mein gana,
gaake dhum machaana
galiyo mein aane jaane
waale kahate hain hame
deewane aa ha, mastaane aa ha
deewane aa ha, mastaane
gali gali mein gana,
gaake dhum machaana
gali gali mein gana,
gaake dhum machaana
galiyo mein aane
jaane vaale kahate hain hame
deewane aa ha, mastaane aa ha
deewane aa ha, mastaane
aa aa
chham chham chham,
chham chhchham,
chham chham chham
chham chham chham,
chham chhchham,
chham chham chham
masti me chur hai,
naa koyi hai fikar
har gham se dur hai,
naa kisi kaa hai darr
har ghadi bekhudi,
har ghadi hai nasha
jindagi jine ki
yeh bhi hai ek ada
khushiyo se aabaad hain,
aaj se ham aajaad hain
galiyo me aane jaane
vaale kahate hain hame
deewane aa ha, mastaane aa ha
deewane aa ha, mastaane
aa aa aa aa
aa aa aa aa
bum bum bum, bumbum
bum bum bum bum bum bum
bum bum bum, bumbum
bum bum ha
van, van van van van
bum bum bum, bumbum
bum bum bum bum bum bum
bum bum bum, bumbum
bum bum ha
ham kabhi naa jhuke,
jhuk gaya yeh jaha
ham kahi naa ruke,
ruk gaya yeh jaha
chal pade ham jawaan
lutane mastiya
rok le jo hame,
dam haib kis mein yaha
samajho naa bekaar hain,
ham yaaro ke yaar hain
galiyo mein aane jaane
vaale kahate hain hame
deewane aa ha, mastaane aa ha
deewane aa ha, mastaane
gali gali mein gana,
gake dhum machana
ga ga ga gali gali mein gaana,
gaake dhoom machana
galiyo mein aane jaane
vale kahate hain hame
deewaane aa ha,
mastaane aa ha
deewaane aa ha, mastaane
aa ha aa ha aa ha aa ha
aa ha aa ha aa ha aa ha.