galiyan

galiyan lyrics

Poster galiyan

galiyan

lyrics/Album : Life Ki Toh Lag Gayi
Details
Singer Suraj Jagan
Genre Emotional
Language Hindi
Album Life Ki Toh Lag Gayi
Poster galiyan
play
Lyrics

galiyan galiyan darbadar dhundu

khudko eye hamsafar

galiyan galiyan darbadar dhundu

khudko eye hamsafar

chupchap si awaz bhi hai

chhalni chhalni jajbat bhi hai

pairo ke neeche se jameen

sir se ambar bhi gaya

aye zindagi main chala

main chala ban ke ek zalzala

aye khuda rah dikha

mujhko mujhi se aaj mila



rakh path nahi koi kafan

bhi bandh chala hoon

khof nahi koi himmat bhi

sath bada hu

rakh path nahi koi

kafan bhi bandh chala

khof nahi koi himmat bhi

sath bada hu

na aya ghar agar lot  ke

aj to aisa man lena

khuda se milne

aj main jannat chala hu

aye zindagi mai chala

main chala ban ke ek sar chala

aye khuda rah dikha

mujhko mujhi se aaj mila



hath thande hai

jism thanda hai

ruh kamjor nahi

junune jajba hai

lahu jo khola hai

rah firot nahi

aa gaya main khud

ko dhundne aaj to

fanah hai mujme

mojud koi wajud nahi

aye zindagi main chala

main chala ban ke ek zalzala

aye khuda rah dikha

mujhko mujhi se aaj mila

aye zindagi main chala

main chala ban ke ek zalzala

aye khuda rah dikha

mujhko mujhi se aaj mila.


Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.