Singer | Manu Desai |
Genre | Sad |
Language | Hindi |
Album | Kasam Teri Kasam |
beshk jamana mare tane
be manu apna
ishq nibhavan de
kanjiri banya
be meri ijat na ght ti
manu nach nach
yaar manavan de
re manu nach
nach yar mnavan de
agar khuda rooth
jaye to sajda karu
agar khuda rooth
jaye to sajda karu
devta rooth jaye to
pooja karoon
agar khuda rooth
jaye to sajda karoon
devta rooth jaye
to pooja karoon
dil ruba rooth jaye
to main kya karoon
main kya karoon
agar khuda rooth
jaye to sajda karu
jahar yado ka peena padega
mujhko mar mar ke jeena padega
jahar yado ka peena padega
mujhko mar mar ke jeena padega
dard ke kante chun chun ke ab to
dil ke jhmo ko sina padega
maine dil se kaha
sab hai teri khta
tu hi aansu bahaye
to main kya karoon
agar khuda rooth
jaye to sajda karu
devta rooth jaye
to pooja karoon
dil ruba rooth jaye
to main kya karoon
main kya karoon
agar khuda rooth
jaye to sajda karu
pyar ki sari joothi hai rasme
joothe vade hai joothi hai kasme
pyar ki sari joothi hai rasme
joothe vade hai joothi hai kasme
kyo shikayt kare hum kisi se
apna dil bhi nahi apne bas mein
gham ka tufan hai dil paresan hai
maut bhi ab na aaye
to main kya karoon
main kya karoon
agar khuda rooth
jaye to sajda karu
devta rooth jaye
to pooja karoon
dil ruba rooth jaye
to main kya karoon
main kya karoon.