Singer | Udit Narayan & Alka Yagnik |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Lahu Ke Do Rang |
hasino ko aate hai
kya kya bahane
hasino ko aate hai
kya kya bahane
khuda bhi na jaane
to hum kaise jaane
hasino ko aate hai
kya kya bahane
khuda bhi na jaane
to hum kaise jaane
deewano ko aate hai
kya kya bnahane
deewano ko aate hai
kya kya bnahane
khuda bhi na jaane
to hum kaise jaane
kabhi ruth jaana
kabhi maan jaana
kabhi kuch na kahena
kabhi muskurana
kabhi door jaana
kabhi paas aana
kabhi hum pe marna
kabhi bhaw khana
hume ye loot ti hai
sonkhiyo adaao se
hume ye maarti hai
mad bhari nigaho se
hasate hai hume ye
chahto ki baato se
koi kaise bache
inki karaari ghato se
sang dil bekhabar
aaye teere nazar
kabhi chuke na inke nishane
hasino ko aate hai
kya kya bahane
hasino ko aate hai
kya kya bahane
khuda bhi na jaane
to hum kaise jaane
deewana banana
bana ke mitana
hunar ye haseeno ka
hai ye purana
dilo ko churana
chura ke mitana
ye kissa deewano ka
sab ne hai jaana
wafa ke naam pe loota hai
bewafao ne
kiya barbad hame
makhmali panaho ne
kiya ruswa jamane mein hume
in mardo ne
diya hai dard humko to
inhi be dardo ne
ek din hai yahaan
ek din hai wahaan
roj inke naye ik thikaane
hasino ko aate hai
kya kya bahane
hasino ko aate hai
kya kya bahane
khuda bhi na jaane
to hum kaise jaane
deewano ko aate hai
kya kya bnahane
khuda bhi na jaane
to hum kaise jaane
khuda bhi na jaane
to hum kaise jaane.