hum to bhai jaise

hum to bhai jaise lyrics

Poster hum to bhai jaise

hum to bhai jaise

lyrics/Album : Veer-zaara
Details
Singer Lata Mangeshkar
Genre Happy
Language Hindi
Album Veer-zaara
Poster hum to bhai jaise
play
Lyrics

ham toh bhai jaise

hain waise rahenge

ham toh bhai jaise

hain waise rahenge

ham toh bhai jaise

hain waise rahenge

ab koyi khush ho ya ho

khafa ham nahin badlenge

apni adaa samjhe

na samjhe koyi

ham yahi kahenge

ham toh bhai jaise

hain waise rahenge

ham toh bhai jaise

hain waise rahenge


hmm… ham dil ki shehzaadi

hai marzi ki mallika

haan… ham dil ki shehzaadi

hai marzi ki mallika

sar pe aanchal kyun rakhe

dhhalka toh dhhalka

ab koyi khush ho ya

koyi roothhe is baat

par chaahe har baat toote

ham toh bhai jaise

hain waise rahenge

ham toh bhai jaise

hain waise rahenge


hamein shauq mehendi

ka na shehnaai ka hai

ho.. hamein shauq mehendi

ka na shehnaai ka hai

hamaare liye toh

apna ghar hi bhala hai

sunta agar ho toh sun le

kaazi lagta nahin

kabhi ham honge raazi

ham toh bhai jaise

hain waise rahenge

ham toh bhai jaise

hain waise rahenge

ab koyi khush ho ya ho

khafa ham nahin

badlenge apni adaa

samjhe na samjhe

koyi ham yahi kahenge

ham toh bhai jaise

hain waise rahenge

ham toh bhai jaise

hain waise rahenge

aa aa ha ha ha ha ha ha

ha ha oh ho ho ho ho ho.


You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.