Singer | Jagjit Singh |
Genre | Melody |
Language | Hindi |
Album | Aashiana |
humsafar ban ke hum sath hain ajnabi
phir bhi hain ye safer ajnabi ajnabi
raah bhi ajnabi moad bhi ajnabi
jaayege hum kidhar ajnabi ajnabi
zindagi ho gayi hain sulagata safar
door katla raha hain dhuaan sa nazar
jaane kis mod par kho gayi hain khushi
deke dard e jigar ajnabi ajnabi
humsafar ban ke hum sath hain aajabi
phir bhi hain yeh safer ajnabi ajnabi
hum ke chun chun ke
tinake banaya tha jo
aasiya hasrato se sajaya tha jo
hai chaman mein wahin
aasiya aaj bhi wahin
lag raha hain magar ajnabi ajnabi
kisko maloom tha din yeh bhi aayenge
mosamo ki tarah dil badal jaye ge
din hua ajnabi raat bhi ajnabi
har ghadi har pahar ajnabi ajnabi
raah bhi ajnabi moad bhi ajnabi
jaayege hum kidhar ajnabi ajnabi.