Language | Bollywood |
jana chahe badalo ke paar bhi
aur zamino se jude hai taar bhi
jana chahe badalo ke paar bhi
aur zamino se jude hai taar bhi
jane talashe hai kya? ye dil parinda
dhoonde hai ghar ka pata ye dil parinda
tukde-tukde hoke nadaan rehta hai zinda
jane talashe hai kya? ye dil parinda
dhoonde hai ghar ka pata ye dil parinda
ilaahi, ilahi, ilahi ilaahi
sapne mere aise tute jaise dhare tere
abke aankhe aise barsi badal haare tere
mere haatho se kyon gir gayi har duya
sabka hai tu khuda kyun na mera huya
ilaahi, ilahi, ilahi ilaahi
apne haatho ujde hai hum shikva bhi kya kare
zarra-zarra bikhre hai hum jode se kya jude
hum woh padh na sake jo bhi tune likha
chal hatheli se ab ye lakeere mita
ilahi, ilahi, ilahi ilahi
jane talashe hai kya? ye dil parinda
dhunde hai ghar ka pata ye dil parinda
tukde-tukde hoke nadaan rehta hai zinda
jane talashe hai kya? ye dil parinda
dhunde hai ghar ka pata
ye dil parinda