insaaniyat hee sabse

insaaniyat hee sabse lyrics

Poster insaaniyat hee sabse

insaaniyat hee sabse

lyrics/Album : Ram Tere Kitne Naam
Details
Singer Aarti Mukherjee
Genre Motivational
Language Hindi
Album Ram Tere Kitne Naam
Poster insaaniyat hee sabse
play
Lyrics

insaniyat hi sabse pahla

dharam hain insan ka

insaniyat hi sabse pahla

dharam hain insan ka

iske bad hi panna kholo

geeta aur kuran ka

insaniyat hi sabse pahla

dharam hain insan ka

iske bad hi panna kholo

geeta aur kuran ka

insaniyat hi sabse pahla

dharam hain insan ka


kaun sa garnth ye kahta hain

ye tera hain ye mera hain

kaun sa garnth ye kahta hain

ye tera hain ye mera hain

sab hi sant kahe ye duniya

char dino ka dera hain

yahi char din jiyo pyar se

kyu khatra ho jan ka

iske bad hi panna kholo

geeta aur kuran ka

insaniyat hi sabse pahla

dharam hain insan ka


pyar hi hain insan ka majhab

har bhasha ka matlab pyar

pyar hi hain insan ka majhab

har bhasha ka matlab pyar

ram rahim isha aur nanak

pyar ki beena ke hain tar

dharm ke nam pe jhagda karna

kam hain ye shaitan ka

iske bad hi panna kholo

geeta aur kuran ka

insaniyat hi sabse pahla

dharam hai insan ka


jago warna duniya ka gulshan

virana ho jayega

jago warna duniya ka gulshan

virana ho jayega

maut ki jeet mein har ek insan

bematlab so jayega

kuch na rahega kuch na bachega

itne bade jahan ka

iske bad hi panna kholo

geeta or kuran ka.

Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.