is deewane ladke ko

is deewane ladke ko lyrics

Poster is deewane ladke ko

is deewane ladke ko

lyrics/Album : Sarfarosh
Details
Singer Alka Yagnik & Aamir Khan
Genre Romantic
Language Hindi
Album Sarfarosh
Poster is deewane ladke ko
play
Lyrics

arz hai,

dawa bhi kaam na aaye, koi dua na lage

dawa bhi kaam na aaye, koi dua na lage

mere khuda kisi ko, pyar ki hawa na lage


is deewane ladke ko, koi samjhaye

pyar mohabbat se na jaane, kyun yeh ghabraye

is deewane ladke ko, koi samjhaye

pyar mohabbat se na jaane, kyun yeh ghabraye

dard-e-dil, jaane na, paas maein jitna aaun

utni door yeh jaaye, jaaye, haan jaaye

is deewane ladke ko, koi samjhaye

pyar mohabbat se na jaane, kyun yeh ghabraye

dard-e-dil, jaane na, paas maein jitna aaun

utni door yeh jaaye, jaaye, haan jaaye

is deewane ladke ko, koi samjhaye

pyar mohabbat se na jaane,

kyun yeh ghabraye


rang na dekhe, roop na dekhe,

yeh jawaani ki, dhoop na dekhe


arz hai,

kuch majnu bane, kuch raanjha bane

kuch romeo, kuch farhad hue

is rang roop ki chaahat mein

jaane kitne barbaad hue, vo dekho


ishq mein iske, baanvri hoon mein

yeh bhala hai to, kya buri hoon mein

yeh ladka, hai phir bhi, jaane kyun sharmaaye,

jaane kyun sharmaaye,

jaane kyun sharmaaye, haan sharmaaye

is deewane ladke ko, koi samjhaye

pyar mohabbat se na jaane, kyun yeh ghabraye


jaanti hoon mein, yeh tadapta hai

pyar mein iska, dil dhadakta hai


jise dekho dil ki dhuni ramata hai

are yeh mandir nahin hai, shivala nahin hai

haseenon se kehdo kahin aur jayen

mera dil hai dil, dharamshala nahin hai


yeh akele mein, aah bharta hai

phir bhi kehne se, yeh kyun darta hai

sach kuchh bhi, bole na, jhoothi baat banaaye

jhoothi baat banaaye, haan banaaye

is deewane ladke ko, koi samjhaye

pyar mohabbat se na jaane, kyun yeh ghabraye

dard-e-dil, jaane na, paas maein jitna aaun

utni door yeh jaaye, jaaye, haan jaaye

is deewane ladke ko, koi samjhaye

pyar mohabbat se na jaane,

kyun yeh ghabraye


phool khilte hain, bahaaron ka sama hota hai

aise mausam mein hi to, pyar jawaan hota hai

dil ki baaton ko, hothon se nahin kehte

yeh fasaana to, nigaahon se bayaan hota hai.

You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.