ithlaye kamar band kamre mein

ithlaye kamar band kamre mein lyrics

Poster ithlaye kamar band kamre mein

ithlaye kamar band kamre mein

lyrics/Album : Dosti Dushmani
Details
Singer S. P. Balasubrahmanyam & S. Janaki
Genre Romantic
Language Hindi
Album Dosti Dushmani
Poster ithlaye kamar band kamre mein
play
Lyrics

c ithlaye kamar band kamre mein

bal khaye kamar band kamre mein

ithlaye kamar band kamre mein

bal khaye kamar band kamre mein

duniya bahar hum tum andar

biwi sohar band kamre mein

ithlaye kamar band kamre mein

bal khaye kamar band kamre mein

duniya bahar hum tum ander

biwi sohar band kamre mein

ithlaye kamar band kamre mein

bal khaye kamar band kamre mein


aa paas mere eye jane jigar

ek ho jaye hum tum mil kar

aa pas mere eye jane jigar

ek ho jaye hum tum mil kar

are ghar mein hain aur log magar

are ghar mein hain aur log magar

kya ho koi aa jaye agar

kya agar magar band kamre mein

ithlaye kamar band kamre mein

bal khaye kamar band kamre mein


hum dar dar ke is duniya mein

din raat gujara karte hain

hum dar dar ke is duniya mein

din raat gujara karte hain

kuchh log besaram bade

kuchh log besaram bade

chhup chhup ke nazara karte hain

logo se na dar band kamre mein

ithlaye kamar band kamre mein

bal khaye kamar band kamre mein


are kya hain kya paw ye tera hain

are kya hain kya paw ye tera hain

ye paw nahin sar mera hain

kya karu nazar kuchh aata nahinn

zulfo ka ghana andhera hain

hat chhed na kar band kamre mein

ithlaye kamar band kamre mein

bal khaye kamar band kamre mein

duniya bahar hum tum andar

biwi sohar band kamre mein

biwi sohar band kamre mein

band kamre mein band kamre mein

band kamre mein band kamre mein.

Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.