Singer | Kumar Sanu & Alka Yagnik |
Genre | Romantic |
Language | Hindi |
Album | Karan Arjun |
jaati hoon main, jaldi hai kya
dhadke jiya, voh kyoon bhala
jaati hoon main, jaldi hai kya
dhadke jiya, voh kyoon bhala
khud se hi darrne lagi hoon
main pyaar karne lagi hoon
khud se jo itna darrogi
tum pyaar kaise karogi
jaati hoon main, jaldi hai kya
dhadke jiya, voh kyoon bhala
khud se hi darrne lagi hoon
main pyaar karne lagi hoon
khud se jo itna darrogi
tum pyaar kaise karogi
jaati hoon main, jaldi hai kya
dhadke jiya, voh kyoon bhala
jaadu tere jism ka
teri aur khinche mujhe
kaabu na khud pe rahe
jab jab main dekhoon tujhe
jaadu tere jism ka
teri aur khinche mujhe
kaabu na khud pe rahe
jab jab main dekhoon tujhe
kadam bahek jaayenge,
yeh kyoon tumne socha
kya meri chaahat pe
tumko nahin bharosa
tum par mujhko yakeen hai,
khud par yakeen nahin
jaati hoon main, jaldi hai kya
dhadke jiya, voh kyoon bhala
khud se hi darrne lagi hoon
main pyaar karne lagi hoon
khud se jo itna darrogi
tum pyaar kaise karogi
jaati hoon main, jaldi hai kya
dhadke jiya, voh kyoon bhala
leke tere lab ki laali
jeevan ko rangeen karenge
aankhon mein tujhko bharenge,
kal tak tabhi jee sakenge
ho, leke tere lab ki laali jeevan
ko rangeen karenge
aankhon mein tujhko bharenge,
kal tak tabhi jee sakenge
leke tere lab ki laali jeevan
ko rangeen karenge
aankhon mein tujhko bharenge,
kal tak tabhi jee sakenge
ho, leke tere lab ki laali jeevan
ko rangeen karenge
aankhon mein tujhko bharenge,
kal tak tabhi jee sakenge
khud ko sambhaale rakhiye,
mujhko sambhaalne dijiye
hosh main apne kho doon,
itna pyaar na dijiye
pyaar hai deewaanapan,
hosh ka kaam nahin
jaati hoon main, jaldi hai kya
dhadke jiya, voh kyoon bhala
khud se hi darrne lagi hoon
main pyaar karne lagi hoon
khud se jo itna darrogi
tum pyaar kaise karogi
jaati hoon main, jaldi hai kya
dhadke jiya, voh kyoon bhala
jaati hoon main, na na na na
hm hm hm hm,hm hm hm hm
la la la la
hm hm hm hm, hm hm hm hm
na na na na.