Jab Saiyan Lyrics – Gangubai Kathiawadi

Jab Saiyan Lyrics – Gangubai Kathiawadi lyrics

Poster Jab Saiyan Lyrics – Gangubai Kathiawadi

Jab Saiyan Lyrics – Gangubai Kathiawadi

Details
Singer Shreya Ghoshal
Language Bollywood
Poster Jab Saiyan Lyrics – Gangubai Kathiawadi
play
Lyrics

Jab Saiyan Aaye Sham Ko
Toh Lag Gaye Chand Mere Naam Ko
Jab Saiyan Aaye Sham Ko
Toh Lag Gaye Chand Mere Naam Ko

Sar Pe Rakh Ke Nach Phiri Main
Har Jalte Hue Ilzaam Ko
Jab Saiyaan Aaye Sham Ko
Toh Lag Gaye Chand Mere Naam Ko

Deewaron Dar Chaukhat Vaukhat
Ban Gaye Hain Sab Saheli
Yeh Kuchh Puchhe Woh Kuchh Puchhe
Kitne Jawab Doon Main Akeli

Hazaron Kam Mil Gaye Hain
Yun Baithe Bithaye Is Nakaam Ko
Jab Saiyaan Aaye Sham Ko
Toh Lag Gaye Chand Mere Naam Ko

Khud Ko Dekhne Tak Ki Bhi
Fursat Mujhko Nahi Milti
Unke Ishq Ke Noor Ke Aage
Shamma Nahi Jalti

Khud Ko Dekhne Tak Ki Bhi
Fursat Mujhko Nahi Milti
Unke Ishq Ke Noor Ke Aage
Shamma Nahi Jalti

Lakhon Naaz Lag Gaye Hain
Phir Guroor Ke Is Badnaam Ko

Jab Saiyaan Aaye Sham Ko
Toh Lag Gaye Chand Mere Naam Ko
Sar Pe Rakh Ke Nach Phiri Main
Har Jalte Hue Ilzaam Ko

Images Credit: YouTube
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.