Singer | Saaj Bhatt, Anupama Raag, Danish Sabri |
Writer | Anupama Raag |
Language | Hindi |
Nazron se nazrein jab milin
Hum to butt se ho gaye
Nazron se nazrein jab milin
Hum to butt se ho gaye
Aisa dil pe huva asar
Mere khuda wo ho gaye
Mere khuda wo ho gaye
Jane kaise woh meri
Hassti ka saaman ho gaye
Jane kaise woh meri Hassti ka saaman ho gaye
Pehle jaan phir jaane jaan
Phir jaanejaana ho gaye
Jane kaise woh meri
Hassti ka saaman ho gaye
Jane kaise woh meri
Hassti ka saaman ho gaye
Chaahe jis bhi raah se ghuzre
Tere hi darr pe pahuche sanam
Chaahe jis bhi raah se ghuzre
Tere hi darr pe pahuche sanam
Pahuche sanam
Ab ye raste mere liye
Ik aab o daana ho gaye
Ab ye raste mere liye
Ik aab o daana ho gaye
Pehle jaan phir jaane jaan
Phir jaanejaana ho gaye
Jane kaise woh meri
Hassti ka saaman ho gaye
Jane kaise woh meri
Hassti ka saaman ho gaye
Tanha tanha hum jee rahe the
Tumse mile to poore huye
Tanha tanha hum jee rahe the
Tumse mile to poore huye
Poore huye
Jeene ka abb sabse zaroori
Tum to bahaana ho gaye
Jeene ka abb sabse zaroori
Tum to bahaana ho gaye
Pehle jaan phir jaane jaan
Phir jaanejaana ho gaye
Jane kaise woh meri
Hassti ka saaman ho gaye
Jane kaise woh meri
Hassti ka saaman ho gaye