jawan hai mohabbat lyrics – noor jehan

jawan hai mohabbat lyrics – noor jehan lyrics

Poster jawan hai mohabbat lyrics – noor jehan

jawan hai mohabbat lyrics – noor jehan

Details
Singer Noor Jehan
Language Bollywood
Poster jawan hai mohabbat lyrics – noor jehan
play
Lyrics

Jawan hai mohabbat
Haseen hai zamana
Lutaaya hai dil ne
khushi Ka khazana
Jawan hai mohabbat
Haseen hai zamana
Lutaaya hai dil ne
khushi Ka khazana

Mohabbat kare khush
Rahen muskuraayen
Khush rahen muskuraayen
Mohabbat kare khush
Rahen muskuraayen
Khush rahen muskuraayen
Na soche hamen kya
Kahega zamana
kya Kahega zamana
Jawan hai mohabbat
Haseen hai zamana
Lutaaya hai dil ne
khushi Ka khazana

Abhi tak mujhe yaad
hai wo Kahaani
Yaad hai wo kahaani
Abhi tak mujhe yaad
hai wo Kahaani
Yaad hai wo kahaani
Na bhoolegaa bachpan ka
Rangeen zamana
Haan rangeen zamana
Jawan hai mohabbat
Haseen hai zamana
Lutaaya hai dil ne khushi
Ka khazana

Yahaan aankhon aankhon
Mein baaten huyi hain
Yahaan aankhon aankhon
Mein baaten huyi hain
Kisine na dekha
kisine na Jana
Haan kisine na Jana
Jawan hai mohabbat
Haseen hai zamana
Lutaaya hai dil ne
khushi Ka khazana

Tum aaye ke bachapan
Meraa laut aaya Laut aaya
Tum aaye ke bachapan
Meraa laut aaya Laut aaya
Milaa hai mujhe
zindagi ka Bahana
Zindagi ka Bahana
Jawan hai mohabbat
Haseen hai zamana
Lutaaya hai dil ne
khushi Ka khazana.

Music Video Of: Jawan Hai Mohabbat 

Related posts:

  1. Aawaaz De Kahaan Hai Lyrics – Noor Jehan
  2. Mere Bachpan Ke Saathi Lyrics – Noor Jehan
  3. Kya Mil Gaya Bhagwan Lyrics – Noor Jehan
  4. Aaj Ki Raat Lyrics – Noor Jehan
You May Also Like (Similar)

Note: Discover a wide collection of free lyrics on this website. Please note that we ("asomlive") do not host the files.
Rules: Videos and lyrics provided are for personal use only. Redistribution of these materials is strictly prohibited. Please delete them from your hard disk within 24 hours. If you do not agree with these terms, please close this window.